Ek samay main to tera – Oporadhi Hindi Version – Rakesh Sutradhar mp3 song Download
Oporadhi Hindi Version Lyrics by Rakesh Sutradhar Originaly Oporadhi Bengali Song Sung by Arman Alif Music composed by Ankur Mahamud from Eagle Music Video Station.
Vocal & Lyrics: Rakesh Sutradhar
Guitar: Rakesh Sutradhar
Music: Rakesh Sutradhar
Direction: BistuSona
DOP: BistuSona
Produced by: Souvik Chakraborty
Starring: Babai, Mantu, Bipasha, Arpita,
Nirmaly, Dipen, Rakesh
Label: Dooars Films
Mp3 Download Link
Video Song Download Link
Oporadhi Hindi Version Lyrics :
Ek samay main to tera
dil se je raha tha
Mere dil ki dhadkan mein
bas tu hi basa tha
Tujhe dekhe bina chain kabhi
bhi nahi aata
Haar roj teri yaadon ki
barsat sata ta (x2)
Teri har ek muskaan mere
dil ko chhua tha
Teri har ek tasveer mere
swash chura ta
Aise mera diwana gi
main kaise bataon
Harpal mujhe lagta hai teri
aur hai chahoon
Sunle zara sunle
Iss dil ko meri jaan
Iss pyar bhare dil ko
tu aise na tarpa
Ab kaise bharron zakhm mere
dil ko bata de
Ha tu hi hai jisko
dil aaj bhi chahain
Mujhe yaad hai aata teri wo
nazrein milana
Phir dekh kahin muskurake
nazrein churana
Tu chalti thi chal aise
palke jhuka ke
Mere lafzon ne chaha
tujhe kuch to bata na (x2)
Par tune mere dil ko kabhi
jana hi nahi
Mere ankhon mein woh pyar
tune dekh hi nahi
Kya paya tune dil se mere
khel ke aise
Iss dard bhare naino se
dekhu tujhe kaise
Sunle zara sunle
Iss dil ko meri jaan
Iss pyar bhare dil ko
tu aise na tarpa
Ab kaise bharron zakhm mere
dil ko bata de
Ha tu hi hai jisko
dil aaj bhi chahain
Teri pyar se wo batein
karne ka tarika
Milte thee tere haathon se
mere haathon ki rekha
Main khoya rehta tha
tere pyar ke sur mein
Mere bahon pe tujhko jab mein
neend firota (x2)
Ab jo bhi upar tere bina
kuch bhi nahi tha
Syad mein tere pyar ke
kabil hi nahi tha
Kaya paya tune dil se mere
khel ke aise
Iss dard bhare naino se
dekhoon tujhe kaise
Sunle zara sunle
Iss dil ko meri jaan
Iss pyar bhare dil ko
tu aise na tarpa
Ab kaise bharron zakhm mere
dil ko bata de
Ha tu hi hai jisko
dil aaj bhi chahain
hm hm hm.. hm hm…